Saturday, February 25, 2012

Sambhal na................

Aab hua bahut
Lagi aab jeet ki bhuk hai
Jeet pe arjun ki aankh tiki hai
Haar garal bahut piya
Aab jeet ka amrit pina hai
Duniya ko ye batana hai
Hum wo hai jo
jinhe kal ka sunehra kal banana hai
Koi bhi ho chunaiti aab
sab ko dhara se milana hai

AAB MUJHE AASMAAN K UPAR APNA PARCHAM LEHRAANA HAI......