Friday, May 14, 2010

suna hai waqt kbhi rukta nhi..........
aap ko dekh k lg waqt ko rook liya humne.......
jb kisi ne thokad maari tb ye ehsaas bhi tood dia humne...
dekhne pe koi apna kehlane wala na tha humare saath...aap ki bhi parchai na thi..
phr jb bhi yaad kia us pal ko..to sannata paya ..
tb lga jb waqt nhi ruka to yaad kaise hoti...

No comments:

Post a Comment