aae mere khuda
ye kaisa khel khela tune
kasie dya hai teri
khi pehende ko kapde nhi aur
khi rakhne ki jagah nhi
kisi ko khane ko daana nhi
khi boriyaan anaaj saad gyi
kisi k saar pe chath ka thukda nhi
kisi ko mehlon ki kami nhi
quran ramayan bible mein likha pyaar bhaichare ko
aur lada dia kbhi masjid kbhi mandir kbhi girjaghar ko
sab k hiise baati 6 ghaaj jameen
aur uspe bhi lga di sab najrein kameen
banaya tune sab ko jannat mei ek saath
aur yha baat daal hume karke tukde haazar
dekh aaj teri kalpana ky roop le liya
insaan ne haiwaaniyaat har roop ko piche chod diya
pyaar de hume pyaar sikha hume phir se jina sikha
aab hir hume tera banda bana
No comments:
Post a Comment